saanso ko saanso mein dhalne do zara





 saanso ko saanso mein dhalne do zara

saanso ko saanso mein dhalne do zara

dhimi si dhadkan ko badne do zara

lamho ki guzarish hai yeh paas aa jaaye

hum hum tum tum hum tum


aankho mein humko utarne do zara

baaho mein humko pighalne do zara

lamho ki guzarish hai yeh paas aa jaaye

hum hum tum tum hum tum

saanso ko saanso mein dhalne do zara


salvate kahin karwate kahi phel jaaye kajal bhi tera

nazro mein ho guzarta hua khwabo ka koi kafila

jismo ko ruho ko jalne do zara

sharmo haya ko machalne do zara

lamho ki guzarish hai yeh paas aa jaaye

hum hum tum tum hum tum

saanso ko saanso mein dhalne do zara


chhulo badan magar iss tarah jaisa surila saaz ho

hum hai re chhupe tere zulf me kholo ke raat azaad ho

aanchal ko sine se dhalne do zara

shabnam ki bundein phisalne do zara

lamho ki guzarish hai yeh paas aa jaaye

hum hum tum tum hum tum

saanso ko saanso mein dhalne do zara

baho mein humko pighalne do zara

lamho ki guzarish hai yeh paas aa jaaye

hum hum tum tum hum tum

hum hum tum tum hum tum

hum hum tum hum hum tum

Comments

Google

Ad

EXPLORE more in this site

Show more

Interesting Posts